Thyroid kaise hota hai aur kaise control kare in hindi

Hello dosto Iss naye blog ka topic hai thyroid kaise hota hai aur kaise control kare in hindi

Thyroid kaise hota hai aur kaise control kare in hindi

dosto aaj kal ke log aur bachho ki immunity bahut kam hoti hai kamzor hote hai aur aasani se bimaar ho jate hai aur ab bahut se naye bimari aur disorder bhi aa gye hai aur thyroid bhi unme se ek hai

Jab kisi vyakti ko thyroid ho jata hai to uska asar kai jagah dekha ja sakta hai jaise unke weight ya to ghat jayega ya bad jayega Metabolism ya slow ho jayega ya fast ho jaeyega baal aur skin me bhi fark dikhega ,skin khusk ho jayegi aur hair fall aur hairthining ki smasya ayegi

aur Dosto Thyroid bhi 2 prakat ke hote hai hypothyroidism aur hyperthyroidism jisme hypothyroidism logo me common paya jata hai aur hyperthyroidism bahut rear hota hai

Hypothyroidism me wazan badta hai metabolism slow ho jata hai hair falls hote hai aur body growth ruk jati hai

Thyroid kaise hota hai

Dosto hamare gale me adams apple ke pass thyroid gland hoti hai jo thyroid ke hormones release karti hai aur jab ye thyroid ke hormones sahi matra me nhi ban pate to uss sutuation ko thyroid bola jata hai

jab thyroid hormones kam produce hote hai to usee hypothyroid kaha jata hai aur body ki jaroorat ke anusar thyroid hormones produce ho uske liye thyroid pills leni padti hai jo ki life time tak leni padti hai aur sai nhi ki ja sakti

jab thyroid ke hormones jaroorat se jyda produduce hote hai to uss condition ko hyperthyroidism kahte hai isme vyakti ki thyroid gland ka operation bhi karna pad sakta hai

Thyroid kaise control kare

Dosto maine apko upar wale paragraph me apko bata dia hai ki thyroid kyu hota hai jo ki ek tarah se hormones ka disbalance hai aur issi disbalance ko control karne ke liye pills leni padti hai

jitni matra hormones ki body me zaroorat hai utni mg ki pills lete hai aur saal me kam se kam do bar thyroid ka test hona hi chahiye aap Dr Lal pathlabs jaisi famous company me bhi try kar sakte hai

to dosto agar apko meri ye post pasand aai to meri ye post bhi try sakte hai

Youtube par thumbnail kaise banaye aur lagaye

Leave a Comment