Paytm Payment bank Visa Debit card kya hai ?

तो दोस्तों कैसे है आप लोग उम्मीद है सभ लोग अच्छे होंगे। तो आज हम Paytm Payment bank ke Visa debit card के बारे में जानेगे की यह क्याभूता है कैसे काम करता है और आप कैसे इससे अपने लिए मंगवा सकते हो आसानी से 

Paytm Payment bank Visa Debit card

Dosto jab paytm nya nya aaya tha tab uska wallet logo me bahut popular ho gya aur logo ne us wallet ko use karna bahut passnad bhi kiya . Company ne iske bad apne aur bhi product nikale jaise Visa aur Rupay debit card aur hai paytm ka payment bank bhi aaya jo ki ab har ek bhartiye istimal karne laga hai 

How to apply for Paytm physical Visa debit card 

dosto agar aap paytm ka Visa Debit card ka use karna chahte hai ya apply karna chahte hai chahe wo phisical ho ya virtual to uske liye sabse pahle apka full KYC hona jaroori hai iske bina ye possible nhi hai . Iske bad apko Paytm Payment bank Me apna account hone ki jaroorat hai

Paytm virtual Debit card ke liye ye steps follow kare

  1. jab apka account activate ho jaye ,uske bad apko apna ek security pin banana padta hai lekin agar ap pehle se hi paytm payment bank ka feature use karte hai to apko aage wale step follow kariye 
  2. paytm open karne ke bad bank wale icon ko khole aur paytm payment bank me login kar lijiye
  3. login kane ke bad apka dashboard open ho jayega jaha par apko apna Virtual debit card mil jayega jo ki Visa Ya rupay ka hoga lekin ab jyadatar Visa Debit card jyada dekhne ko milte hai

How to get paytm payment bank physical debit card

dosto agar aap paytm bank ke physical debit card ka istmal karne ki soch rhe hai aur apply karna chate hai to uske liye apke pass jo active virtual debit card block ho jayega ya permanently disable ho jayega iske bad apko diye gaye steps follow karne hai 

  1. paytm payment bank ke dashboard me aa jana hai 
  2. phir apko  virtual debit card pe click kar dena hai
  3. pahle no. par apko manage card ka option milega uspe click kijiye
  4. neeche apko order now ka option milega usko kholna hai
  5. iske bad wo apse apke current virtual debit card ko block karne ki permission mangega
  6. phir apko apne bar me jaroori jankari dena hai jaha aap isse mangana chahte hai
  7. physical debit card card ko order karne ke liye apko delivery charge lagta hai jo ki 250 rs hota hai
  8. physical debit card me sirf apko Rupay wala milega

Paytm Virtual Debit card kya hai aur kitni limit hai

dosto virtual debit card card ko digital debit card bhi kahte hai aur iska matlab hota hai jo app access to kar sakte hai lekin physically access nhi kar sakte. Mere kahane ka matlab hai Paytm ka jo debit card aap login karne ke bad apni paytm bank dashboard me dekhte ho wo apka virtual debit card hai .

Paytm debit card ki limit maximum 100000 rs hoti hai jo ki apko apne paytm app me jakar set karni padti hai

to dosto agar apko hamara blog pasand aaya to hamari ye post bhi pade

TDS kya ha TDS meaning in hindi

Leave a Comment