Mobile hang problem solution in hindi

mobile hang problem solution

Mobile hang problem solution in hindi,hello dosto swagat hai apka hamare iss nye blog me aap sabhi log to mobile use karte hi honge lekin kabhi kabhar badi file wale app ki wajah se mobile hang karne lagta hai jiske karan mobile slow ho jata hai or bhi kai problem aane lagti hai aur ham apne mobile ko pehle ki tarah use bhi nhi kar pate aur na hi bade file ke app use kar pate hai

Mobile hang kar rha hai to kya kare

Dosto ham apko kuch simple steps bayege ki kaise aap mobile hang hone ki problem kaise door kare

Sabse pehle apne mobile se unnecessary app delete kar de

apne mobile me SD card dale aur jitni bhi apki jaroori file phone storage me dali hai jaise photos,documents,PDF,videos,etc ko apne new SD card me move kar de ,isse apke phone storage khaali ho jayegi aur apke mobile speed ko bhi effect kargei

Iske bad bhi apka mobile hang kar rha ho to apko apne phone ke app ki cache file delete karna hai,iske liye aap neeche diye gaye steps follow kare

apne mobile ki setting open kare

Mobile hang problem solution in hindi

open mobile setting

Open app manegement

open app setting
select any app
select storage and cache
Mobile hang problem solution in hindi
click on clear cache

dosto ho sakta hai ki apke mobile me thodi setting alag ho to uske liye aap apne mobile ke model ko youtube pe search kare clear cache ke liye

isse apki Mobile hang problem solve ho jayegi

read more –Youtube shorts video kaise download kare

Leave a Comment