
Hellp dosto aaj ki post ka topic hai credit card ka matlab kya hota hai in hindi ye ek important topic hai jo apko paise save karne me help bhi karega
To dosto jab bhi ham koi bhi saman lene jate hai to ye jaroor lagta hai ki kash ham kuch save kar pate ya discount mil jata ussi ke solution ke liy e mane ye blog banaya hai jo apko bahut pasand ayega
Credit cards mainly vo issue karva pate hai jinka income har mahine aana pakka hai
credit card aur debit card ke features lag bhag same hai lekin same nhi hai
jaise ham debit card issue karwate hai jo ki hamare bank balance ke liye hota hai waise hi credit card ek tarah se bank apko limit de deta hai ki aap har mahine itna amount use kar sakte hai jo bank apke credit card ke balance me dal deta hai jo apko mahine ke end me bill pay karna padta hai aap isse postpaid ke term se samjh sakte hai
agar aap sirf cashless transaction me use karte hai to koi dikkat nhi lekin agar aap credit card se ATM se cash nikal kar use kar rhe hai limit se jyada to apko alag se Interest lagta hai
cash nikalne ki limit 5 se 10 % tak hota hai waise credit cards job karne wale aur buisness karne wale dono ke liye fayde mand hai
Credit cards job karne walo ke liye
dosto jaisa ki ham sab jante hai ki job karne wale logo ki salary mahine ke end me aati hai aur mahine ke chalte kafee jaroori cheze leni pad jati hai aur lena bhi jaroori hai
to uske liye credit card kam me aata hai apke credit score ke hisab se apko credit card me balance milega jiska bahut bar koi interest nhi manga jata aap aaram se mahine ke end me credit card ke bill pay kar sakte hai
Credit cards buisness man ke liye
Dosto buisness karne ke capital ki jaroorat hoti hai wo bhi bade amount me
Credit cards pe buisness man ko to limit exteded milti hai jo ki wah apne samy aane par pay kar sakte hai
aur agar aap koi machine ya equipment lena hai to usme bhi aap credit card use karke dher sare paise kama sakte hai
HDFC bank ke credit card bhi kafee ache hote hai
to dosto agar apko hamra blog pasand aaya to aap hamara ye blog bhi try kar sakte hai