Hello dosto airtel aur jio aaj ke top sim cards network hai jisme hame internet ki kafee achhi speed mil jati hai aaj ham iss post me airtel sim card ke bare me bat karenge ki Airtel me data pack ka balance kaise check kare wo bhi bahut sani se

Abhi current samay me 4G network chal rha hai aur ab 5G hone hi wala hai
Ham agar log ka averge airtel ke data plan ki bat kare to 1.5 GB per day wala hota hai jo ki abb logo ke use ke hisab se kam hai aur khatam bhi ho jata hai 24 ghante ke pehle isliye log apna data pak ka balace check karke sahi jagah use karna pasand karte hai
aur aaj ham yahi apko batane wale hai ki kaise aapk kar sakte airtel ka data pack ka balance check
Airtel ka data balance check kare offline
Dosto agar aap apne airtel mobile ka poora data use kar chuke hai ya aap apna sara data safe rakhna chahte hai to aap ye offline method use kar sakte hai jismme apko data pack ki zaroorat nhi hogi
Mobile data balance check karne ke liye diye gaye steps follow kare
- Open your mobile dailer
- dail *123#
- apki screen per ye wali window open ho jayegi jisme apka main balance, calling and message balance,data pack balance aur vailidity show ho jayegi


Data balance check kare online
Dosto ham apko offline balance check karna bata chuke hai aur ab ham apko batayge ki kaise aap apne data pack ka use karke airtel ka data balance check kar sakte hai
- Dosto sabse pehle apko apne phone me Airtel ka Thanks app download karna hai agar aap android user hai to aapko playstore me mil jaiyga aur agar aap IOS yani Iphone user hai to aap app store se download karege



agar apko hamari ye post pasand aai to hamari ye post bhi pade